International women's day

World women day ke uplaksh mein me aap logon se bas yahi kahana chahungi ki Apne aaspaas ke sabhi nari ka Samman Karen unko ijjat aur aur sneh ki Drishti se dekhen kyunki koi bhi Narie kabhi kisi ka bura nahin soch sakti agar uske sath Bura Na hua Ho  to hamesha se tyag aur Tapasya aur balidan ki Murat rahi hai tu yah kahate hue der nahin lagegi ki nari bahut hi Shahin sheel aur sarvagun sampann Ishwar ki banai Hui ek Krati hai jisko padhne ka samajhne ka mauka purushon Ko milta hai is samaj mein stri aur purush hamesha se sath sath chalte rahe hain aur Na jaane kitne varshon Tak Yugo Tak chalte rahenge itna to main kah sakti Hun ki is bich kabhi bhi kisi bhi matter mein koi galat ya Sahi nahi ho sakta ha kisi ki pravati jarur galat ya sahi ho sakti hai main kahana chahungi UN tamam purushon se jo hamesha se nariyon ko kamjor aur aasahay samajhte rahe hain Magar ant mein Jeet nari ki Hoti hai kyunki naarie ke hi angan mein Daman mein  purush apna jivan paate hain aur Kali aur aur Gul ki tarah khil jaate Hain nari hamesha se pratishtha ki paatr rahi hai hamare purvajon mein ya granthon mein Aaj bhi nari ko sarv shreshth sthan diya hai aaj bhi hamare Ishwar va unke naam ke sath striyon ka naam juda hua hai tu Mera aapse bus yahi nivedan hai ki Apne aaspaas ki sabhi nariyon ko sammanit Karen aur unhen jeene ka mauka Den unke jivan mein khushiyan bhare aur unki bhavnaon ki kadra Karen aur unka Sahyog Karen


 dhanyvad🙏

Comments

Popular posts from this blog

Short story ...

Project short story

Mahakumbh ghumne gye